Search this blog

15 August 2011

patriotic songs of ar rahman

Following 3 are some of the greatest patriotic songs from ar rahman. Melodies and patriotic songs are piece of cake for ar rahman. Every single historic movie he has given us wonderful patriotic songs. Let's see them all...

1. Song: desh mere desh mere
    Film : The legend of bhagat singh
    Video:


Lyrics:

"(Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu) - 2
 (Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu) - 2
Mitta Ne Se Nahin Mitte Mitta Ne Se Nahin Mitte
Darrane Se Nahin Darrte Watan Ke Naam Pe
 Watan Ke Naam Pe Hum Sar Katane Se
Nahin Darrte Mitta Ne Se Nahin Mitte

(Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu) - 2
(Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu) - 2
 Hazaron Khwaab Roshan Ke Sulagti Si
Nigaahon Mein Sulagti Si Nigaahon Mein

 (Kafan Hum Baandh Ke Nikle Hai Azadi Ki Rahon Mein) - 2
Nishaane Pe Jo Rehte Hai Nishaane Se Nahin Darrte
 (Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu) - 2
(Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu) - 2
 Hamari Ek Manzil Hai Hamara Ek Naara Hai

 (Dharm Se Jaat Se Zyaada Humme Yeh Mulk Pyaara Hai) - 2
Hum Is Pe Zindagi Apni Mittane Se Nahin Darrthe
(Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu) - 2
(Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu) - 2

 Mitta Ne Se Nahin Mitte Darrane Se Nahin Darrte
 Watan Ke Naam Pe Watan Ke Naam Pe
Hum Sar Katane Se Nahin Darrte
(Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu) - 2
(Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu) - 2
(Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu) - 2
(Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu) - 2 "

2. Song: sarfaroshiki tamana
    Film : The legend of bhagat singh
    Video :
 

Lyrics :
"Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen Qaatil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen Qaatil Mein Hai
Waqt Aane Pe Bata Denge Tujhe Hai Aasmaan Kya
 Baatein Hum Junoonein Shok Kis Manzil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
Sarfaroshi Ki Tamanna

 Dooriyaan Umeed Ki Na Aaj Humse Choot Jaaye
 Milke Dekha Hai Jine Woh Sapne Bhi Na Root Jaaye
 Hausle Woh Hausle Kya Jo Sitam Se Toot Jaaye
Hausle Woh Hausle Kya Jo Sitam Se Toot Jaaye
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen Qaatil Mein Hai

Tere Sone Roop Ko Hum Ek Nayi Bahar Denge
Apne Hi Lahoon Se Tera Rang Hum Nikhaar Denge
Desh Mere Desh Tujhpe Zindagi Bhi Waar Denge
Desh Mere Desh Tujhpe Zindagi Bhi Waar Denge
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen Qaatil Mein Hai

Khushboo Banke Mehka Karenge Hum Lelahti Har Faslo Mein
Saas Ban Ke Hum Gun Gunayenge Aane Wali Har Naslo Mein Hum
Khushboo Banke Mehka Karenge Hum Lelahti Har Faslo Mein
Saas Ban Ke Hum Gun Gunayenge Aane Wali Har Naslo Mein Hum
Aane Wali Aane Wali Naslo Mein Hum
Sarfaroshi Ki Tamanna Ab Hamare Dil Mein Hai
Dehkna Hai Zor Kitna Baajuen Qaatil Mein Hai
Waqt Aane Pe Bata Denge Tujhe Hai Aasmaan
Kya Baatein Hum Junoonein Shok Kis Manzil Mein Hai"

3. Song: Azaadi
    Film : Bose the forgotten hero
    Video:

Lyrics:
"jaage hain ab saare
log tere dekh watan
gunje hai naro se ab ye zameen aur ye gagan
kal tak main tanha tha sune the sab raste
kal tak main tanha tha par ab hain saath mere
lakho dilo ki dhadkan dekh watan
Azaaadi payenge
 Azaaadi layenge
Azaaadi chaayegi
Azaaadi aayegi aayegi

 jaage hain ab saare
log tere dekh watan
gunje hai naro se ab ye zameen aur ye gagan
kal tak main tanha tha sune thhe sab raste
kal tak main tanha tha par ab hain saath mere
lakho dilo ki dhadkan dekh watan
hum chahe azadi
hum mange azadi
Azaaadi chaayegi
Azaaadi aayegi aayegi  "

No comments:

Post a Comment